Supertech Ecovillage 1, Gate 3 ke Pass, Noida
96602 60693

Lock Theek Karna

Lock Repair & Maintenance in Noida

Jam hua lock, tuta hua lock, slow lock — sabhi brands ke lock repair aur maintenance.

Lock Repair & Maintenance — Kya Karte Hain?

Purana lock slow ho gaya hai, jam ho gaya hai ya tuut gaya hai? City Key Maker Noida mein hum Godrej, Yale, Dorset, Hettich, DORMA, Febco aur sabhi brands ke locks repair karte hain. Lock lubrication, handle replacement, new lock installation bhi karte hain.

Is Service Mein Kya Shamil Hai:

  • All Brand Lock Repair
  • Lock Lubrication
  • Handle Replacement
  • New Lock Installation
  • Security Upgrade
  • Deadbolt Repair
  • Door Alignment

Abhi Book Karein

  • Fast 30-60 min response
  • Affordable & transparent price
  • Expert technician
  • 24/7 emergency available
  • No damage guarantee

Aksar Pooche Jaane Wale Sawaal (FAQ)

Common questions about Lock Repair & Maintenance

Godrej lock repair hoga?

Haan, Godrej, Yale, Dorset sab brands ke lock repair karte hain.

Naya lock kitne mein lagega?

Lock brand aur type ke hisaab se cost vary karti hai. Inspect karke bata denge.

Lock repair mein kitna time lagta hai?

Simple repair 15-30 minute mein ho jaati hai. Complex issues mein 1-2 ghante lag sakte hain.

Lock Repair & Maintenance Chahiye?

Noida aur Greater Noida mein 30-60 minute mein service

96602 60693